Ekhlaqeyat Aur Gair-Ekhaliqiyat!
Zra btaye ga k Ekhlaqeyat or Gair-Ekhaliqiyat me farak?
![]() |
Ekhlaqeyat Aur Gair-Ekhaliqiyat |
Eklaqiyat un amal or harkaat ka majmua’a ha jin k hony or krny se na to meri dil-azadi hogi or na he apki.. na to mera kuch nuksan sar-zad hoga or na he apka!!
Gair-Ekhlaqiyat un amal or harkaat ka nechor ha jin k waqo’u pazir hony se meri or apki dil-azari hogi... apk liye b nuksan or mere liye b nuksan!!
Chalen ab zara mazahib ki rouh se is ma’amly ko dekhty hain...
Un harkaat ya amaal ka krna jin se apki zaat or dusry ki dil-azari ya nuksan ho wo haram ha, or esi harkaat ya amal ka krna jin se apki meri zaat p koi swal na uthy wo halal ha!
Ab hum kh skty hain k, halal ko insaniyat me ekhlaqiyat kaha jata ha or haram ko gair-ekhlaqiyat!
Chalein ekhlaqiayt or halal ko mad-e-nazar rakhty huy ek misaal p nazr duraty hain...
k me ek taweel safar per rawana ek musafir hn or ek swari k hamra bhi hn ab meri sawari ek makam p ja kr kharab ho jati ha or meri nazar kisi madad-gar ko tashti ha jo mere masly ka hal kry or badly me jo chahye wo le ly,
Pas kuch musafat per he mujy ek insan chahery per jhuriyan or hath per purany zakham k nishanat liye ek mazdoor milta ha jo khta ha l sahib apk is masly ka hal mere pas ha or badly me mujy channd rupee chaye hon gy,
Mehaz ye sun’na tha k meri tuti hui himat phr se jawan huinor chahery per ek khushi waziah hui or mene han kr d or swari us shakas k hawaly kr d..kuch wakat k guzarny k bad us shakash ny mera masla hal kr diya or mene usy munasib raqam di or apny safar pe rawana hogya..
Or shukar-e-ilahi kia k us shaks ny mera masla hal kr diya or us janib wo shakas b shukar-e-ilahi krta hua kh rha tha k mere hunar ki waja se mere bachy aj acha khana khaen gy,
Ab ye amal/harkat halal b thi or ekhlaqi bhi..
Ab isi misal k sahary me jawan hon or meri jismani khawahishat ka galba is qadar buland ha k me kisi mehram/na-mehram jins k sath zabardasti krna chata hn per chu’k me insaniyat or mazhab ko kuch had tak janta hn or me kisi jins k sath Zabardasti ni krna chta,
Lehaza, me ek slut k pas jata hn or usy bata hn k mujy apny jazbat k asar ko zail krna ha me buht be-chani k alam me hn kia tumhary pas meri is kafiyat ka koi hal ha? To wo intehai adab k sath bolti ha k han na, mujy bhi apny jawan jazbat ko zali krna ha to han me tumhay kam a skti hon or tum mere kam..
Per phr wo boli k is se mery pait to ni bhary ga mujy kuch ujrat rakam ki surat me chaye hogi, phr hamri deal channd rupees per tay pati ha..
Ab me apny jazbat ko thanda kr k jub wapis apny gareeb-khany ki janib rawana hota hon to sochta hn k kia meri ye harkat/ammal galat to ni tha kia mene kisi ko nuksan pohnachya kia kisi ki dil-azari to ni ki...
phr me sochta hn k ni ekhlaqiyat k mutabik mene us slut k sath kuch bura dil-azari ni ki or na he mera kuch gya, na mujy bura lga or na he usy, to lehaza mene kuch galat ni kia ye ekhalqi b rha or halal bhi...
Post a Comment
0 Comments
Please do not entery any spam link in the comment box!